Pyar Ka Pata Chal Jaayega…

Sad Hindi SMS


Yaad Toh Har Koi Karega Jaane Ke Baad
Sache Pyar Ka Pata Chal Jaayega Waqat Aane Ke Baad
Kaun Kitni Mohabbat Karta Hai
Nazar Aajayega Mar Jaane Ke Baad …

Bewafai SMS in Hindi 140 Character

Sad Hindi SMS


Khuda Ne Kaash Mohabbat Banaayi Na Hoti
Toh Aaj Iss Tarah Hamare Pyar Ki Rusvaayi Na Hoti
Kaash Unke Dil Mein Zara Si Wafa Hoti
Toh Iss Tarah Mere Saath Bewafaayi Na Hoti…

Hum Tum Se Bohat Pyar Karte Hain…

Hindi Love SMS


Hum Tum Se Bohat Pyar Karte Hain
Thora Nahi Bohat Sa Karte Hain
Kya Tum Mujh Se Shaadi Karoge
Baad Mein Nahi Abhi Isi Waqt Karoge …

Dil Chahta Hai…

Dil Chahta Hai Ke Tujhe Apna Bana Loon..
Khud Ko Bhool Jaon Or Tujh Main Samaloon..
Ab Lafzoon Se Ye Dil Behalta Naheen…
Dil Chahta Hai Ke Tujhe Apney Pas…

140 Character Sharabi SMS in Hindi

Sharabi SMS


Hamein Adat Bohat Thi Peenay Ki
Usnay Apni Kasam Dey Kar Chura Di
Bethay Thay Mehfil Mein Yaron Ki
Yaaro Ney Us Ki Kasam De Kar Pila Di…

Saanpon ko bandh diya

Saanpon Ko Baandh Diya Yeh Keh Kar Sapairon Ne, Ae Mohsin. Yahan Insaan Hi Kafi Hain Insaano Ko Dasney Ke Liye…!!!

Aaj Mohabbat Se Yaro Mulaqat Ho Gayi

Aaj Mohabbat Se Yaro Mulaqat Ho Gayi Meri Dil ki Baton Mein Wo Kho Gayi Jab Pucha Mene Ke Aati He Yad Meri? To Khamosh Ho kar Meri Bahon Mein Sogayi

Ay dil tu mohabbat karta kyun hai

Ay dil tu mohabbat karta kyun hai, Jo karta hai to phir tadapta kyun hai, Jo baith gaya hai dil mein pyaar ka dard ban kar, Woh ankhon ke raaste nikalta kyun hai.

Mohabbat k jaam me zeher

Hamain pata tha k teri muhabbat k “Jaam” mein “Zeher” hai ” BEWAFA Lekin… Tere pilany mein khaloos itna tha k hum thukra na sakay…!!!

Samjha do apni yado ko

Samjha do apni yado ko, Wo bin bulaye pass aaya karti hain, Aap to door reh kar satatay ho magar, Wo pass aa kar rulaya karti hain

Chu lay asman zameen ki talash na kar

Chu lay aasman zameen ki talash na kar, Jee lay zindagi khushi ki talash na kar, Taqdeer badal jayegi apne aap hi mere dost, Muskurana seekh lay wajah ki talash na kar

Yeh Dua Hai Tumhari Zindagi Sawar Jaye…

Hindi SMS


Yeh Dua Hai Tumhari Zindagi Sawar Jaye,
Har Nazar Mein Bas Pyaar Nazar Aaye,
Tumhe Jiski Talash Hai Mere Dost,
Khuda Kare Wo Khud Tumari Talash Mein Aaye…

Woh Bewafa Hamara Imtihaan Kya Legi…

Shayari SMS


Woh Bewafa Hamara Imtihaan Kya Legi,
Milengi Nazron Se Nazar Toh Nazar Jhuka Legi,
Use Meri Kapar P Diya Jalane Ko Math Kehna,
Woh Nadaan Hain Doston Apna Haath Jala Legi…!! …

sms jokes,sms joke, funny sms jokes,text sms jokes, adult sms messages, dirty sms messages 2011-06-30 06:11:10

Kabhi Khushi Ki Asha Kabhi Gam Ki Nirasha 
Kabhi Hakiqat Ki Dhup Kabhi Sapano Ki Chhaya 
Kuch Khokar Kuch Pane Ki Asha
Shayad Yahi To Hai Zindagi Ki Paribhasha.

Sad Hindi SMS Jokes

Unki Yaad Me Sab Ku6 Bhulaye Bethe He,
Chirag Khushiyo Ka Bujaye Bethe He,
Marenge To Sirf Unhi Ki Baaho Me,
Maut Ye Shart Lagaye Bethe He.

Sub Kuch Hojata Hai Is Dunya Mein…

Dard Shayari


Sapna Kabhi Sakar Nahi Hota
Mohabbat Ka Koi Aakar Nahi Hota
Sub Kuch Hojata Hai Is Dunya Mein Magar
Dubara Kisi Se Sacha Pyaar Nahi Hota…

140 Character SMS in Hindi

Hindi SMS


Tum Ko Bhul Jain Bhi Tu Kaise.
Tum Ko Satain Bhi Tu Kaise.
Tum Tu Wo Khushbo Ho Jo Meri Sanson Main Basti Hai.
Khud Ki Sansoon Ko Tarpain Bhi Tu Kaise….
`
Dil Ki Awaz Se Nagme Badal Jate Hai,
Sath Na De To Apne Badal Jate Hai,
Palke Bhi Jara Sambhal Ke Jhapkna
Kyoki Palke Jhapkne Se Aksar Sapne Badal Jate Hai….
`
Lamha Lamha Sanse Khatm Ho Rahi Hai,
Jindagi Maut Ke Pahluo Me So Rahi Hai,
Us Bewafa Se Mat Pucho Meri Maut Ki Wajah
Wo To Bus Jamane Ko Dikhane Ke Liye Ro Rahi Hai …
`
Jawani Ko Zindagi Ka Nikhaar Kahte Hai
Patjhad Ko Chaman Ka Nikhar Kahte Hai
Ajeeb Chalan Hai Is Duniya Ka Yaaro
Ek Dhokha Hai Jise Hum Sab Pyar Kahte Hai ! …
`
Kuch Log Jindgi Me Daga Pate He,
Jndgi Kitni Anmol He Ye Bhul Jate He,Jindgi
Jina To Gulab Se Sikho Jo
Khud Tutkar B Do Dilo Ko Mila Jate Hai …
`
Pyar Kisi Se Jo Karoge Ruswai Hi Milegi
Wafa Kar Lo Chahe Jitni Bewafai Hi Milegi
Jitna Marzi Kisi Ko Apna Bana Lo,
Jab Ankh Khulegi Tanhai Hi Milegi !…

Dil Kyo Muskurata Hai..?

Dard Shayari


Jab Aapka Naam Juban Par Aata Hai,
Pata Nahi Dil Kyo Muskurata Hai.
Tasalli Hoti Hai Mann Ko Koi To Hai Apna
Jo Haste Hue Har Waqt Yaad Aata Hai …

World Environment Day SMS Jokes

Keep your world clean and green.
Save trees,Save the environment!!
Clean city,Green city!!
Happy world environment day

Inspirable SMS Jokes- Advice SMS Jokes

Things are as they are.
It is you who label them
as beautiful or ugly

Kisi Aur Ka Naam Lekar Jlaye Unko…

Sad Shayari


Socha Yad Na Karke Thoda Tadpaye Unko,
Kisi Aur Ka Naam Lekar Jlaye Unko.
Par Koi Chot Unko Lagi To Dard Hame Hoga,
Ab Koi Ye Bataye K Kis Tarah Satayein Unko. …

Koi Dil main Liye Armaan- Hindi Love Sms

Koi dil main liye armaan chala jata hai,koi khoye hoye osaan chala jata haihusn walon say keh do kay na niklain bahirdaikhnay walon ka Emaan chala jata hai..“Pyaar karana koi tumse seekhe,Tum mamta ki murat hi nahi,Sab ke dil ka … Read more »

Read more Hindi sms, Hindi Jokes on www.smsinhindi.com.




sms jokes,sms joke, funny sms jokes,text sms jokes, adult sms messages, dirty sms messages 2011-06-28 12:26:09

lela e mjnu ne kidhu
lela emjnu ne kidhu.
wahwahwahwah
lela e majnu ne kidhu
lela mjnu ne kidhu

wahwahwahwah

lela e mjnu ne kidhu

,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
le sing chana kha.

Koi Dil main Liye Armaan- Hindi Love Sms

Koi dil main liye armaan chala jata hai,

koi khoye hoye osaan chala jata hai

husn walon say keh do kay na niklain bahir

daikhnay walon ka Emaan chala jata hai..

``

Pyaar karana koi tumse seekhe,

Tum mamta ki murat hi nahi,

Sab ke dil ka ek tukda ho,

Main kehta hun Maa,

Tum hamesha aisi hi rehna…

``

Yaade Aansu hoti to chalak jati

Likhawat hoti to padhi jati

Yaade to zindgi me basa wo ehsas he

Jo lakh kosiso k baad b lafzome nhi simat pati.

``

Labjo ne chhod diya hai

bayan karna...

Read more Hindi sms, Hindi Jokes on www.smsinhindi.com.




Funny Sms in Hindi

CHOOTA BACHHA1chota bacha road par potti kar raha tha. Police ne use pakad liya. Jab use le jane lage to bacha bola, O Kanoon k rakhwalo, saboot to utha lo.“HATHI & CHITIHathi or chiti ki shadi hui 2sre din hathi … Read more »

Read more Hindi sms, Hindi Jokes on www.smsinhindi.com.




Funny Sms in Hindi

CHOOTA BACHHA
1chota bacha road par potti kar raha tha. Police ne use pakad liya. Jab use le jane lage to bacha bola, O Kanoon k rakhwalo, saboot to utha lo.
``
HATHI & CHITI
Hathi or chiti ki shadi hui 2sre din hathi margaya. Chiti-wah re mohabat 1 din ka pyar diya or sari umar kabar khodne ka kaam diya..
``
BEROJGAR
Jidhar dekho ishq k bimar baithe hai.,. Hajaro mr gaye lakho taiyar baithe hai.... Barbaad hote h sale ladkiyo k piche or kehte hai hm berojgar baithe hai.,.
``
GIRLS...

Read more Hindi sms, Hindi Jokes on www.smsinhindi.com.