The blessed month of Ramadan

Ramadan SMS


It’s the month when the devils are chained,
the gates of hell are closed and those of paradise are opened.
It’s the month the holy prophet used to pray to witness.
It’s the blessed month of ramadhan.
May Allah shower his blessings and
grant you forgiveness in this holy month…

Friendship Day Hindi SMS

Dosti SMS


Dil me kuch bacha nahi dard k siwa,
aankho me aata nahi koi aansu k siva,
Dost tu mat saath chhodna mera,
zindagi me kuch bacha nahi teri Dosti k siwa…
`
Ae barish jara tham k baras,
jab mera yaaar aa jaye to jam k baras,
pehle na baras ki woh aa na sake,
phir itna baras ki wo jaa na sake…
`
Humne Jab Kabhi Khushi Mehsoos ki,
Har Kadam Pe aapki Kami Mehsoos ki,
Duur Rehkar bhi Aapki Dosti Kam na hui,
Ye baat humne Dil se Mehsoos ki.
`
Koi itna chahe to batana,
koi itne naaz tumhare uthae to batana,
Dosti to har koi kar lega tum se,
koi hamari tarah nibhaye to batana…
`
Qayamat tak tujhe yaad karenge,
Teri har baat par aitbaar karenge,
Tujhe SMS karne ko to nahi kahenge….
Par tere SMS ka intezar karenge…..!
`
Badi Muddat se chaha hai tujhe,
badi Duaon se paya hai tujhe,
tujhe bhulane ki sochu bhi to kaise,
Kismat ki Lakiron se churaya hai tujhe!

Hindi Friendship Day SMS

Friendship Day


Har karz Dosti ka ada karega kaun,
Jab hum hi nahi rahenge to Dosti karega kaun.
Ay khuda mere Dosto ko salamat rakhna,
Verna mere jeene ki dua karega kaun…
`
Phulon se khubsurat koi nahi,
Sagar se gehara koi nahi,
Ab aapki kya tariff karu,
Dosto mein aap jaisa Dost koi nahi…
`
Agar kal hum nahi bhi rahe,
Hamari yaadein sada rahengi.
Sirf nazare uthake chaand ko dekhna,
Hamari Dosti ki tasvir waha bani rahegi…
`
Teri Dosti ne bahut kuch sikha diya
meri khamosh duniya ko jaise hasa diya
karzdar hu mein khuda ka…
jisne mujhe aap jaise Dost se mila diya…
`
Dosti to sirf ittifaq hai
yeh to Dillon ki mulaqat hai
Dosti nahi dekhti ye din hai ki raat hai
isme to sirf wafadari or jazbaat hai!

Happy Friendship Day SMS in Hindi

Friends


Mahek mohabbat ki kam nahi hoti,
Mohabbat se bhi zindgi kam nahi hoti,
Saath zindagi main Dosti ka ho agar,
To Zindagi ‘Jannat’ se kam nahi hoti…
`
Hasna hamara kisi ko gawara nahi hota
Har musafir jindagi ka sahara nahi hota
Milte hai bahot log is tanha jindagi mein
Par koi DOST tumsa pyara nahi hota!
`
Dosti ki tadap ko dikhaya nahi jaata,
Dil me lagi aag ko bujhaya nahi jaata,
Kitni bhi duri ho Dosti me,
Aap jaise Dost ko bhulaya nahi jaata…
`
Rishto ki kitab ka cover hai Dosti,
Dosti se bani hai hamari Hasti,
Khoon K rishto ki baat aap karte hai,
Hamare liye to Zindagi hai Aap Ki Dosti..
`
Vaise to kai Dost hai hamare,
jaise asmaan me kai tare
par aap Dosti K aasman K woh chand hai
jiske samne fikey padte hai sare sitare…

Hindi Eid Mubarak SMS

Hindi Eid Mubarak SMS


Suba jab bhi nikaar dekna
Sham jab bhi bahar dekna
Raat ko tanhai me
Tare jab b her baar dekna
Pyar ko sada abaad rakna
Pyar ko Eid k lamhon me yaad rakna…
`
Rabb kare tu sada hasdi rahe,
koi dukh tere nere vi na aave,
hor ki dua manga rabb to,
tenu sadi vi umar lag jaave!!!
Eid Dian Mubarakan Hoon Tanu…
`
EID MUBARAK ho Aapko,
Dher sari tarif aur khusiya mile aapko,
But, Jab EIDI mile aapko to Please….
Aap Yaad karna Sirf Humko!!!
`
Subeh Subeh uth ke ho jawo Fresh,
Pehenlo aj sobse aacha sa koi Dress,
Doston ka sath aab chalo Ghumne,
Eid Mubarak Karo sabko jo aaye Samne.
Tumko bhi EID MUBARAK
`
Sada haste raho jaise haste hain phool,
Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,
Charo taraf phailao khushion ka geet,
Eisi ummid ka sath Yaar tumhe…MUBARAK ho EID.

Pyaar Se Pyaari Koi Majburi Nahi Hoti

Pyaar Se Pyaari Koi Majburi Nahi Hoti, 
Kami Apno Ki Kabhi Puri Nahi Hoti, 
Dilon Ka Juda Hona Ek Alag Baat Hai, 
Nazro Se Door Hona Koi Doori Nahi Hoti

Friendship is not a game to play

Friendship is not a game to play,
It is not a word to say,
It doesn't start on March and ends on May, 
It is tomorrow, yesterday, today and everyday

Hindi Nag Panchami SMS

Nag Panchami Day


Es Nag Panchami par Ishwar Ke Shubh
Aashirvad sadaiv aap par bane rahe !
Nag Panchami Mangalmay Ho !!!!!

Ramzan SMS in Hindi

Ramzan SMS Logo


Ramazan ka chand daikha,
Rozay ki dua mangi,
Roshan sitara daikha,
Ap ki khairiat ki dua mangi,
May Almight Allah bless you with his
blessing in the holy month of Ramadan…

Har Aaine Ki Kismat Me Tasvir Nhi Hoti.

Har Aaine Ki Kismat Me Tasvir Nhi Hoti. 
Har Kisi Ki 1jaisi Takdir Nhi Hoti, 
Bahut Khusnasib Hote Hai wo Jinke Hatho 
Me"MILNE" K Bad "BICHADNE"Ki Lakir Nhi Hoti.
Good Morning
 

બધા માણસની 5 માં હોય છે ....

બધા માણસની 5 માં હોય છે ....
1 )પોતાની માં ....
2 )નાની માં ....
3 )દાદી માં ....
4 )સાસુ માં
5 ) અને એક એવી માં કે જેના વિશે પોતાની mummy રાતે કહે છે " 12 વાગે તારી કઈ માં નો ફોન આવે છે નાલાયક " ........

Ramadan Month SMS in Hindi

Ramadan Month SMS in Hindi


Packing Start Kardoo,
Phir Nahi Kehna K Bataya Nahi,
Abhi Kuch Din Baqi Hain,
Ramadan Ka Chand Nazar Aanain Main,
Nazar Aatai Hi Apko 1 Month K Lie Band Kardia Jaiga…

Hindi Eid Mubarak SMS for Friends

Eid Mubarak SMS


Hum app ki yaad main udas hain,
Bas app say milnay ki ass hay,
Chahay dost kitnay hi kion na hoon,
Maray liye tu app hi sab se khas hain…
Eid Mubarak To My Cute, Sweet and Special Friend…

Eid Mubarak SMS in Hindi

Eid Mubarak 2011


“EID Ki Dua”
Chupke se chand ki Roshni Choo Jaye Apko
Dheere se Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko
Dil se jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda se
Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Wo Apko…

Eid Mubarak Hindi SMS

Eid Mubarak Images


Suraj ki kirne, taaron ki bahaar,
Chand ki chandni, apno ka pyaar,
Har ghadi ho khushaal,
ussi tarhan Mubarak ho aapko Eid ka ye tyohaar!

10 Tips for Perfect Friend

The 10 qualities of perfect friend


1 great nd brave heart
2 sweet nd soft voice
3 sharp nd fast brain
4 cute nd stupid smile
5 loving nd caring
6 confident
7 attractive
8 deep connectivity
9 power of speaking truth
10 power of hearing lie about their self

Friendship Day SMS 2011

You Scroll Through Your Contcts In Your Cell…


Each Name You See Pops Up A Different Story In Your Mind
‘n You Miss A Heartbeat At Few Special Ones…


You Are Confused With Your Own Feelings ‘n Then You Find Yourself Smilin At Nothing..


You Realize That You Were Cherishing All The Good Moments With Each of Them….
‘n Without A Second Thought You End Up Texting Or Colling up…
But 10 Years…..


From Now Is It Gonna Be The Same???
Will You Atleast Give Missed Colls To The Ones That Were Your Dearest..??


You Feel A Distance With Them..
‘n You Wish You Were Closer…:-’(……..


Just Wanted To Say “BE IN TOUCH”


Dedicated To All My Dear Friends…!

Ye Pyar Ka Rista–Love Hindi Sms

palko se ankhon ki hifajat hoti h, Dhadkan dil ki amanat hoti h, Ye pyar ka rista bhi bada pyara h, Kabhi chahat to kabhi sikayat hoti h. – Hindi Sms — पलको से आँखों की हिफ़ाज़त होती है, धड़कन दिल की अमानत होती है, ये प्यार का रिस्ता भी बड़ा प्यारा है, कभी चाहत [...]

Read more Hindi sms, Hindi Jokes on www.smsinhindi.com.




160 Character Hindi Love SMS Messages

Hindi SMS


Hamara har lamha chura liya aapne,
aankhon ko ik Sapna dikha diya aapne.
Hame zindgi to di khuda ne,
par Pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne….
`
Mujhe jab bhi tumhari yaad aati hai.
Mere honto par ek hi fariyad aati hai.
Khuda tumko jindgi me har khushi de.
Kyonki hamari khushi to aapki Khushi k baad aati hai…
`
khuda k baad tera naam liya maine,
kya pata tujhe kitna yaad kiya maine,
kash sun sakte tum dhadkene meri…
har saans ko tere naam se jiya maine…
`
Har pal ne kaha ek pal se,
Pal bhar k liye aap mere samne aa jao…
Pal bhar ka sath kuch aisa ho…
ki har Pal tum hi yaad aao…
`
Bahane bana ke apse baat karte hai,
har pal apko mehsus kiya karte hai,
itni baar to aap saans bhi nahi lete honge…
jitni baar hum apko yaad kiya karte hai…
`
Aapke pyar ko ehsan mante hai,
ise nibhana apna iman mante hai,
lekin hum wo nahi jo Pyar me apni jaan de,
kyun ki aapke Pyar ko hum apni jaan mante hai…

140 Character Hindi Love SMS Messages

Love SMS in Hindi


Bahut mushkil se kal ki raat guzri hai,
Kuch tanha par kuch khaas guzri hai,
Na neend aai na khawaab koi,
Bas aap k khayalon k saath guzri hai.
`
Mohabbat ki shamma jala kar to dekho,
Zara Dil ki dunia saja kar to dekho,
Tumhe ho na jaaye Mohabbat to kehna…..
Zara humse nazaren mila kar to dekho.
`
Karoge yaad ek din is pyar k Diwane ko,
chale jaenge jab hum kabhi na wapas aane ko,
karega mehfil me jab jikr humara koi …..
to tum bhi tanhai dundogi aansu bahane ko.
`
Duaaon ki bheed me ek dua hamaari,
Jis me maangi hamane har khushi tumhari,
Jab bhi muskuraye aap Dil se…..
Samazo dua kubul hui hamari…..!
`
Ek ada aapki Dil churane ki,
Ek ada aapki Dil me bus jane ki,
Chehra apka chand sa…..
aur ek zid hamari chand pane ki…
`
Na kabhi muskurahat tere hothon se duur ho..
Teri har khwahish khuda ko manzoor ho..
Ho jaye jo tu mujhse khafa..
Khuda na kare mujhse kabhi aisa kasoor ho…

Innocent dog killed by terrorist

A man in USA saw a dog attacking a lady, he kicked the dog – it died.
Newspaper reported: Local hero saved lady from a crazy dog!


Man said, I am not American
Report changed to: Foreign hero saved lady from a crazy dog!


Man said, Actually I am Pakistani
Report changed to: Terrorist killed an innocent dog.

Kanjoos

Khudi ko kar kanjoos itna k her sms bhejne se pehle…


Service center walay call kar k poochay – aaj SMS kar rahay ho, khariyat to hai??? :D

I love you kehne ki achi jagha?

Boy1: Yar lerki ko I love you kehne k liye sabse achi jagah konsi hai?


Boy2: Mazaar


Boy1: wo kyon?


Boy2: kyon k wahan lerkiyon ne chappal nahi pehni hoti..!!!

Miss call sehet k liye muzir hai

Khabardaar!


Miss call sehet k liye muzir hai, tabiyat ziada kharab ho to call karain.


Tamam SMS Maan ki puhunch se door rakhain.


Vizarate – TUM, Hukumate – HUM :)

Allah ne tumhe paida kiya

Allah ne tumhe paida kiya k tum uski ibadat karo, rozay rakho, namaz perho, Quran perho, uska zikr karo deeni kitabein perho per tum…


Tum… Tum SMS perh rahay ho, SHARAM karo :P

Best of Hindi Love SMS

Hindi Love SMS


Tum hansti ho mujhe hasane k liye,
Tum roti ho mujhe rulane k liye,
Tum ek bar ruuthkar to dekho…..
Mar bhi Jaunga tumhein manane k liye…
`
Yaad karte hain tumhein tanhayi mein,
Dil duuba hai gamo ki gehrayi mein,
humein mat dhundna dunia ki bheer mein,
hum Milenge tumhein tumhari parchayi mein.
`
Ye Dil tere liye beqarar aaj bhi hai,
Meri aankh ko tera intizar aaj bhi hai,
Tu aayegi ye umeed hai mujhe…..
Tujh ko pane k liye ye tera deewana aaj bhi hai.
`
Ishq karna asaan nahin hota,
Duriyan badne se pyar kam nahi hota,
Waqt bewaqt ho jati hain aankhein nam,
Kyun ki yaadon ka koi mausam nahin hota.
`
Phuulo ki tarah hansti raho,
Kaliyoun ki tarah muskurati raho,
Khuda se sirf itna mangta hoon…..
ki tum mujhe hamesha yaad aati raho.
`
Dunia jise neend kehti hai,
jane wo kya cheez hai,
Aankhe to hum bhi band karte hai….
par wo aap se milne ki tarkeeb hai…
`
Mere chehare ki hansi ho tum,
Mere Dil ki har khushi ho tum,
Mere hontho ki mushkan ho tum,
Dhadakta hai mera ye Dil jiske liye…..
wo Meri Jaan tum ho tum.
`
Koi sham aati hai tumhari yaad lekar,
Koi sham jati hai tumari yaad dekar,
Mujhe to us sham ka intezar hai,,,,,
jo aaye tumhe saath lekar…

160 Character Romantic Hindi SMS

Hindi Love SMS


Tu kya jane kya hai tanhai,
is tute hue Dil se puch kya hai judai,
Bewfai ka ilzam na de zalim,
is waqt se puch kis waqt teri yaad nahi aai…
`
Yuhin sapno se Dil ko lagaya karo,
Kisi k khwaabon me aya jaya karo,
Jab bhi Dil kahe ki koi tumhe bhi manaye,
Bas hame yaad kar k ruth jaya karo…
`
Maine khuda se ek dua mangi,
dua me apni maut mangi,
khuda ne kaha maut to tujhe de dun,
par uska kya jisne har dua me teri jindgi mangi…
`
Har baar unki salamati ki dua karenge,
unki aarzu me apni hasti fanah karenge,
wo chahe daaman bachale humse lekin,
hum marte dam tak unse vafa karenge…
`
Jaam pe jaam peene se kya fayeda,
Raat guzri to utar jayegi,
Kisi ki aankhon se peeyo khuda ki kasam,
Umr saari nashe mein guzar jayegi…
`
Wo Zindgi hi kya jisme Mohabbat nahi,
Wo Mohabbat hi kya jisme Yaadein nahi,
Wo Yaade kya jisme Tum nahi,
Aur wohTum hi kya jiske saath Hum nahi…

Evergreen Hindi Love SMS

Love Shayari


Mohabbat mujhe thi usi se..Sanam.
Yadaon me uski yeh Dil tadpta raha ..
Maut bhi meri Chahat ko rok na saki..
Kabr me bhi yeh Dil Dhadkta raha.
`
Tumhari is ada ka kya jawab du,
apne dost ko kya uphar du,
koi achcha sa phool hota to mali se mangvata,
jo khud gulab hai usko kya gulab du…
`
Bina dard ke ansu bahaye nahi jate,
Bina pyar ke rishte nibhaye nahi jate,
E dost 1 baat yaad rakhna bina DIL diye
DIL paye bhi nahi jate…
`
Badi Muddat se chaha hai tujhe,
bade Duaon se paya hai tujhe,
tujhe bhulane ki socho bhi to kaise,
Kismat ki Lakiron se churaya hai tujhe!
`
Ek nazar teri kaher dhati hai,
ek teri chal lehrati hai,
dua dete hain hum jab tu aati jati hai,
girten hain log aur tu hasti jati hai…
`
Dur hokar bhi mere karib ho,
mere DilSe pucho kitne aziz ho,
apni hatheli ko kabhi gaurse dekho,
shayad kisi lakir me mera bhi nasib ho…

America’s most confusing day

America’s most confusing day:

Father’s day…..

80% dont know whom to wish…/> 20% are scared some one will come and wish them.

Related posts:

  1. href='http://www.smsnjokes.com/fathers-day-sms/my-pillar-of-strength-and-fountain-of-wisdom/' rel='bookmark' title='Permanent Link: My pillar of strength and fountain of wisdom'>My pillar of strength and fountain of wisdom Thank You Papa, for being my pillar of strength and...
  2. href='http://www.smsnjokes.com/fathers-day-sms/fathers-day-together/' rel='bookmark' title='Permanent Link: Fathers Day together'>Fathers Day together Dad, this is our first Fathers Day together and the...
  3. href='http://www.smsnjokes.com/fathers-day-sms/happy-fathers-day-to-you/' rel='bookmark' title='Permanent Link: Happy Fathers Day to you!'>Happy Fathers Day to you! No one has a father so sweet. Your kind ways...

/>/> href="http://www.smsnjokes.com/funny/americas-most-confusing-day/">America’s most confusing day is a post from: href="http://www.smsnjokes.com">SMS Collection.

Wise man vs Fools

Wise man talk becoz they have something to say and fools talk because they have to say something . .

 

Feel the difference . . .

Related posts:

  1. href='http://www.smsnjokes.com/girl-friend-sms/how-guys-feel-sorry-after-hurting-their-girlfriend/' rel='bookmark' title='Permanent Link: How Guys feel sorry after hurting their girlfriend?'>How Guys feel sorry after hurting their girlfriend? How Guys feel sorry aftr hurting their girlfriend 1st msg-sorry...
  2. href='http://www.smsnjokes.com/inspirational-sms/transform-negative-energy-to-positive-energy/' rel='bookmark' title='Permanent Link: Transform negative energy to positive energy'>Transform negative energy to positive energy HATE has 4 letters, but so does LOVE.. ENEMIES has...
  3. href='http://www.smsnjokes.com/inspirational-sms/the-best-sentence-by-swami-vivekananda/' rel='bookmark' title='Permanent Link: The Best Sentence By Swami Vivekananda'>The Best Sentence By Swami Vivekananda The Best Sentence By Swami Vivekananda: “Take Risks In Your...

/>/> href="http://www.smsnjokes.com/life-sms/wise-man-vs-fools/">Wise man vs Fools is a post from: href="http://www.smsnjokes.com">SMS Collection.

Our Body is very wisely designed

Our Body is very wisely designed :/> We can neither Pat our own Back — nor Kick our own Ass.

Friends Are Needed!!

Related posts:

  1. href='http://www.smsnjokes.com/friendship/friends-are-d-cutest/' rel='bookmark' title='Permanent Link: Friends are d cutest'>Friends are d cutest Friends are d cutest n d most lovable idiots in...
  2. href='http://www.smsnjokes.com/friendship/friends/' rel='bookmark' title='Permanent Link: Friends'>Friends Friends are Like Sketch Pens.They Colour Our Lives. I May...
  3. href='http://www.smsnjokes.com/funny/serious-warning/' rel='bookmark' title='Permanent Link: serious warning'>serious warning Please forward to all people you care about!! This is...

/>/> href="http://www.smsnjokes.com/friendship/our-body-is-very-wisely-designed/">Our Body is very wisely designed is a post from: href="http://www.smsnjokes.com">SMS Collection.

Rajnikant khana banane Jwalamukhi par gaya

Ek bar title="Rajnikant in the Interest of Humanity" href="http://www.smsnjokes.com/rajnikant-sms/rajnikant-in-the-interest-of-humanity/">Rajnikant khana banane Jwalamukhi par gaya.

He was shocked!/> ./> ./> .

‘Kyunki waha already hum maggy bana rhe the

Bahut ho gyi tarif title="Maalik Se Sawdhan – Rajnikanth" href="http://www.smsnjokes.com/rajnikant-sms/maalik-se-sawdhan-rajnikanth/">rajnikanth ki..:-)

Related posts:

  1. href='http://www.smsnjokes.com/rajnikant-sms/rajnikant-sms-messages/' rel='bookmark' title='Permanent Link: Rajnikant SMS Messages'>Rajnikant SMS Messages Rajnikant‘s travels so fast that he drinks tea with Obama...
  2. href='http://www.smsnjokes.com/rajnikant-sms/rajnikant-sms-facts/' rel='bookmark' title='Permanent Link: Rajnikant SMS Facts'>Rajnikant SMS Facts * There is no theory of evolution. Just a list...
  3. href='http://www.smsnjokes.com/rajnikant-sms/rajnikant-sms-collection/' rel='bookmark' title='Permanent Link: Rajnikant SMS Collection'>Rajnikant SMS Collection > You’ll never need to charge your cellphone battery if...

/>/> href="http://www.smsnjokes.com/rajnikant-sms/rajnikant-khana-banane-jwalamukhi-par-gaya/">Rajnikant khana banane Jwalamukhi par gaya is a post from: href="http://www.smsnjokes.com">SMS Collection.

Is Your Name Google?

Boy:/> Is Your Name Google?

Girl:/> No! … Why?

Boy:/> ‘Cause U Got Everything I Am Searching 4

Related posts:

  1. href='http://www.smsnjokes.com/pick-up-lines-2/height-of-expressing/' rel='bookmark' title='Permanent Link: Height Of Expressing'>Height Of Expressing Height Of Expressing…!! Boy: Is Ur Eyes From McDonald..?? Girl:...

/>/> href="http://www.smsnjokes.com/pick-up-lines-2/is-your-name-google/">Is Your Name Google? is a post from: href="http://www.smsnjokes.com">SMS Collection.

Love Hindi Sms of two line

Itne zalim na bano kuch to murawat sekho. tum pe marte hen to kia marr he daloo ge humeen. “ MOHABBAT zindagi k faislon se larr nahi sakti kisi ka hona parta hai kisi ko khona parta hai. “ Shayad Hum Usey Yaad Ho Ya Nahi ~ Magar Iski Yaad Ne Hume Tadpa Rakha Hai! [...]

Read more Hindi sms, Hindi Jokes on www.smsinhindi.com.




Tumhari Aankhon Ki Kya Taarif Karon..?

Taarif Shayari


Ye hawa apki hansi ki khabar deti hai,
Mere Dil ko khusi se bhar deti hai,
khuda salamat rakhe apki hansi ko,
kyu ki apki Khusi hume zindgi deti hai…
`
Raat hai andheri or sunsan si
charo tarf chhayi hai ek virani
khamosh ho kar bhi ye hava kuch hai keh rahi
andhere mein rasta kisi ka jaise dhundti
taare apni roshni se raah hain dekhte
subha ko jane kaha woh gum ho jate…


Taare kitne pyare lagte hain sang hamare
chand to hai adhura akash mein
sang na hon agar ye sare
dekho to asman mein chamkile phool bikhre huye
lagta hai phoolo mein bhi deep jal rahe…


Humare zakhmo ki wajha bhi woh hai
humare zakhmo ki dava bhi woh hai
woh namak zakhmo pe lagaye bhi to kya hua
muhabbat karne ki wajah bhi to woh hai…


Chehra tera chan ton vi sohna
sohni hai teri chaal sohniye
tikhe nain katari varge
lai gaye ne dil mitraan da naal sohniye…


Raat me jugnu ki jagmgahat,
asma me taro ki zilmilahat
thandi vadio me hawao ki sarsrahat,
in sabse bhi khubsurat hai apke chehre ki muskrahat…

Husn ki Tareef Shayari

Tareef Shayari


Teri har suba muskurati rahe
teri har shaam gungunati rahe
tu jise bhi mile iss tarah se mile ki
har milne wale ko teri yaad satati rahe…
`
Kisi ko paas aane mein waqt lagta hai
kisi ko apna banane mein waqt lagta hai
jab manga khuda se apko
usne kaha “anmol cheez pane mein waqt lagta hai”
`
Na tasvir hai tumhari jo didar kiya jaye
na tum paas ho jo pyaar kiya jaye
ye kaun sa dard diya hai aapne
na kuchh kaha jaye, na tum bin raha jaye..
`
Sab kuch milta hai bas ek “khudai” ke siwa,
zindagi bahut pasand aayi ek “ruswai” ke siwa,
meri chahat ka ehsas bhi na kar sako ge tum,
us ki har ada pasand hai ke “bewafai” ke siwa.
`
Unki ankho se kash koi ishara to hota
kuch mere jeene ka sahara to hota
tod dete hum har rasm zamane ki
ek baar hi sahi usne pukara to hota..

Tareef SMS in Hindi

Tareef SMS in Hindi


Teri tareef me kya likhu ab
kitabo me nhi samata hai
kehta hai dil rone ko
jab samne tu aata hai…
`
Apke deedar ko nikal aaye hai taare
aapki khushboo se chha gayi hai bahare
apke saath dikhte hai kuch aise nazare
ki chhup chhup ke chand bhi bas aaphi ko nihare..
`
Aap me kuchh baat hai
aap auron se kuchh khaas hai
aapki tareef me kya kahoon
apke aage chand ki khoobsurti bhi bekar hai…
`
Dil ki nahi jaan ki jarurat ho tum
zami ki nahi aasmaan ki inayat ho tum
aur ab hum kya aapki tareef kare
husn ki nahi kayamat ki murat ho tum…
`
apki hasi pe chhidakte hain hum jaan
aapki khushi pe toh hai sab kuch kurbaan
apke bin toh ye jahan lage veeran
kyuki aap toh hai jaise is dil ka gulistaan…

Tareef Shayari in Hindi

Tareef Shayari in Hindi


Pakar tumhe sapne sach lagne lage
ajnabi se the jo kabhi aaj apne lagne lage
hota nahin yakin khud ki kismat par
dhadkane hote bhi woh jaan lagne lage…
`
Taras gaye apke deedar ko
phir bhi dil aap hi ko yaad karta hai
humse khusnaseeb to apke ghar ka aaina hai
jo har roz apke husn ka deedar karta hai…
`
Saja kar apni hi aankh hazaar chehron pe
kiya hai maine sada aitbaar chehron pe
main teri bazm me kis – kis se dushmani leta
likha tha naam tera be-shumaar chehron pe…
`
Thi woh koi ladki ya thi woh koi bala
dil uski khoobsoorti mein toh hai bas dhala
kuch lamho ke deedar ke aage na ye dil chala
jaise hua koi jadoo ya dikhayi kisi ne kala…
`
Apke aane se khil gaya hai aangan
aapke saath se jhoom untha hai gagan
aap ho isiliye khush hai sara chaman
aur aapse pyar karne ko hum lenge hazaron janam…

Wo Ladki…

Wo Bat Hi Kuch Ajeeb Thi,
Wo Humse Ruth Gayi Jo Dil K Sbse Kareeb Thi,
Usne Tod Diya Dil Humara,
Aur Log Kahte He Wo Ladki Bahut Sarif Thi…

Daant kese toot gaye?

Doctor: Apke 3 dant kese toot gaye?


Patient: Wife ne karrak roti banayi thi.


Doctor: To khanay se inkaar kar dete?


Patient: jee wahi to kiya tha :(

Dunya ki khoobsurti aur maut ki takleef

Hazrat Essa (Alaeh Salam) apni walida ki wafat k bad unki qabar per gaye.


Aap apni walida se mukhatib hoye aur farmaya:


Pyari Ammi jaan, me Allah k hukum se murdon ko zinda karta hon, agar ap hukum dein to me Allah se apki zindagi mangon?


Hazrat Bibi Maryam (Alaeh Salam) ne farmaya:


Dunya aur iski zindagi buhut khoobsurat hai, magar me maut ki takleef dobara nahi seh sakti.

Guzri Hui Zindagi-Lovely Hindi Sms

Guzri hui zindagi ko kabhi yaad na kar taqdeer me jo likha hai uski fariyad na kar, jo hona hai wo hokar rahega, tu fikr me apni hasi barbad na kar “ Naa jaane kyu hame aansu bahana nahi aata, Naa jane kyu haal-e dil batana nahi aata, Kyu pyar bichad gaya humse, Shayad hame [...]

Read more Hindi sms, Hindi Jokes on www.smsinhindi.com.